...

28 views

Fear of that which is unknown...
Aaj kuch ajib ho raha tha mere sath......
Kam ke liye bahar Nikli to Kali billi ne rasta kat liye...
Soch wapis chalu lekin nahi...
Kam bigad gaya...
Phir mera left eye...
ups.. mene socha aaj mera kam nahi hone wala....
Dadi ne to mana hi kar diya bahar jane se...
Lekin mai nahi mani, mai chali gai kam ke liye...
Phir aur kya kam bigad gaya...
Bahut dat bhi padi....
Dimag ko shant karne ke liye mai books padhti hu , aaj bhi book leke Beth gai padhne ke liye...
Usme , ek thought padha mene,
"Aap agar kuch bura sochte ho to apke sath bura hi hota hai.,agar aap accha sochte to accha hi hoga apake sath."
"Everything is smaller than your mind in the universe."
Ensan ki soch hi uski sabse badi takad ya fir kamjori hoti hai.

Next day, bhi mere sath kuch esa hi hua ,lekin aaj me mind se puri tarah tayar thi...
Mai aaj positive soch rahi thi...
Mere sath sab achha hua...
Aaj mera kam to pura nahi hua lekin mai khush thi..
Wo Kabir ji ne sahi kaha hai
"मनके हारे हार है,मनके जिते जित..."

मनमे किसीके प्रती श्रद्धा होनी चाहिये, अंधश्रद्धा नाही....
~Dhanu...