...

1 views

barish
Kaash humari zindagi bhi barish ki boondo ki tarah hoti jab padti hai to garmi se behal logo ke dil main khushi ka lahar deti aur mohabbat karne walo ke liye barish ek dua ke tarah hota hai kabhi to barish main nahane ka maza hi kuch aur hi hai agar ghar main rahe Barish main chay ke saath pakode khane ka maza kuch alag hota hai agar zindagi main log bahut kuch chahte wo poora nahi phir bhi garmi se Rahat chaiye to barish chaiye usi tarah zindagi main jeena hai paisa chaiye ye dono aapke pass naa ho aapki zindagi bekar hai
© putta