...

8 views

Raat ke 12 baje
Raat ke 12 baj gaye hain ,

akhain meri num hai bilkul sa,
yaad ko tumhari galiyon mai ghuma kar la Rahi hnu jaisa

phulon mai bar bar hawa lahrata hai jaise,
sayad ek baar tumhara call aa jayega waise

phone ko nahi chhoda hai maine ,
magar ye dil kon samjhayain ye bas teri nadani hai

nadan thi mai tumse mil kar badlawa Aya hai mujh par,

kya raat ya din samay nahi intezaar hai raat ke 12 baje intezar bas tumhara hai ......bas tumhara hi hai ....
© sona