...

52 views

wafa main wafa hoti hai
#writcoishq #writcopoemchallegene #loveshyari #lovelylife

kuch baatein aisi hoti hain
jinko bayaan karna.....
lafzon main .... namumkin hota hai
jab wafa main wafa hoti hai
koi na koi wajah hoti hai
koi na koi wajah hoti hai
kyun faaslon main... nazdeekiyan hain
kyun zindgi main tabdeeliyan....
kyun tanha dil yeh mera mujhse ... Kahe..
ye silsia bas yunhi chalta rahee
jaane kya hua hai jiski wajah se
manzile judaa si lag rahi
anjani raah pe dil ye kyun
khud ko paata hai ...
yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai ...
wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hain ...
wafa ne bewafai bewafai ki hain...