...

28 views

Dosti ki thi bojh nhi thi
Dosti ki thi
bojh nhi thi

jab chaha baate kiya
jab dil kiya ignore kiya
insaan thi mai bhi
koi katputli nhi

humesha chor jaane pr
mainai intezaar kiya
4 dino ke liya gyb kya hui
tumne to mujhai
ik pal mai bhula diya

aasan nhi tha
sabki ignorance jhelna
lo mainai khud tumhe
aazad kiya
jaao tumhe iss bojh se
aazad kiya mainai


© Sunset🍁