...

7 views

jante ho 💔💔💔💔
Jante Ho who agar hazar baar julfein na sware toh uska guzara nahi hota, Waise dil bohot saaf hai uska inn harkaton mein koi ishara nahi hota. Khuda Ke waste, Khuda ke waste use kabhi rok na dena, Uski azaadi se usee kabhi tok na dena, ab meh nahi tum uske dildaar ho toh sun lo, Usse acha nahi lagta!!
© Sumit Shukla Ss