...

14 views

ek bhid: kumbh
Pauranik kal se shuru hai
parampara ugo ugo ki
achha hai burai ke manthan mein
ek khoon ke Boond se Ganga Bani astitva mein aaya Haridwar
Hari ka dwar
aur is astitva se aaya khumh
Kumbh ka mela ka
ya Kumbh ka bhid....

bhakti ke rang mein Ranga kumbh Dharm aur karm mein ranga kumbh Shakti aur Aastha mei Ranga kumbh aur yeh bheed hai Kumbh ka

bhid jo bhashan nahin karta
bhid jo shor nahin karta
bhidJo Desh ke Kone Kone se aata hai
aur yeh bhid h Kumbh ka

santo ke bhid
Gyan ki bhid
Santosh ki bheed
aur yah bhid hai Kumbh ka

bhid hai Ishwar ko pane ka
yah bhid h Shanti ko pane ka
yah bheed hai khud Ko pane ka
aur hi bheed hai Kumbh ka

duniya bhi stambh h
is bhid Ko dekhkar
ek jagah ek sath itni bheed
ho kaise sakti hai
science aur unki taqnik bhi
is bhid ko samajhne mein asamarth hai
Stanford or Harvard University ki management bhi samajh nahin sakti..

y mahakumbh h
bharatvarsh ka
sadhu santo ka desh h
gyaniyon aur prmatma ka desh h
y shkti ,prakriti aur manushya k sangam h
y bhid h Kumbh ka....


© #lost diary