...

5 views

Humne dilagi ke baiz bhi...
Hum ne dilagi ke baiz bhi..
Jane kyu dil aazmaya tha
Jo kabhi apna na ho saka tha..
Souch usne bhi kyu muskuraya tha

Kitni pyaari batoo se,Ahmad!
Maine kya kuch kub gawaya tha
Intihaa to tab thi jab
Tere lehje, tujhe bhulaya tha

Tumne itna hone dia kesay
Mai to khud se bhi hua paraya tha
Mai faqat tere duaoo se palta hu ishq
Tumne kub mujhe aazmaya tha