...

3 views

BIHAR
Bihar ....
ek jagah ..
jo hmesa rehta hai sadabahar....
yaha ki mitti me hai taqat apar...
bihar...
ek jagah
jo hmesa rehta hai sadabahar ...
jaha rehte hai har trah ke log....
lekin sabka ek hi vichar...
bihar ..
ek jagah
jo hmesa rehta hai sadabahar....
vibhin trah ki bhasa hai...
har bhasa ki ek alg pribhasa hai...
jaha milta hai atut pyar...
bihar..
ek jagah
jo hmesa rehta hai sadabahar...
ashoka, aryabhatta,dinkar , aur anek pratibhaao
ki janmbhumi...
purani sanskriti ka hai khumaar...
bihar ...
ek jagah..
jo hmesa rehta hai sadabahar...
jaha ke logo me purani riti riwaz dikhti hai...
jaha duniya ki sabse bdi vishwavidyalaya basti hai...
jaha ram ki sita ka ghar hai..
wo mithilanchal hai humar...
jaha avi v subh me chehchehati hai panchiya...
jaha sirr ya masthisk nhi ...bolte hai kapaar ...
wo hai humara bihar...
jaha apko milega atut sneh aur pyaar ...
bihar jo rehta hai hmesa sadabahar...
aao kvi humare bihar me...
charan chu kr krege swagat apka...
ye hai humara sanskar...
bihar..
ek jagah
jo hmesa rehta hai sadabahar...


© dr_unknown