...

16 views

Pahli mohabbat
Meri phli mohabbat ho tum aj use fana kr,
Mujhse hi apni berukhi ka jawaab mang rhe ho.



Gustakh ulfat ki kya mishal dun mai,
Qaasid bhi wo hi khudaya tha,
Us maasum ruh ko wahi zahnaseeb bhaya tha.

Mere shabab ki us qurbat ko tum gandgi kh rhe ho,
Meri hi galti hai kah do na is baar bhi,
Tumne bhi to dilkash, mahjabean, aafreen na Jane kin kin naamo se bulaya tha.

Meri jism ki halke se chhu kr tumne hi to meri ruh me sharar jagaya tha,
Mere nadaan dil ko khwab dikha kr aj nawaazish bta rhe ho,
Kya tum nhi the jisne mere is paak saaf ruh ko apne uns ke fitoor me fasaya tha.

Meri hi galti hai kh do na is baar bhi.



Fana- Destroy
Ulfat- love
Qaasid- messanger (of love)
Zahnaseeb- someone who is blessed.
Sabab- prime age
Qurbat- closeness
Dilkash- beautiful
Mahjabean- Moon faced beauty
Aafreen- Alluring
sharar- spark
Nawaazish- Kindness
paak saaf- pure, sacred.
fitoor- obsession