ZARA SAMJHO
Hansi hai ek nemat
Iski shifaa ko samjho,
Kismatein badalti hai har roj,
badalne wali ada ko samjho.
Na mohabbt kufr hai,
Na prem se karo tauba,
Mehboob e yaar ki yaad me jalti
Us sachi wafaa ko samjho.
Kudrat ke raaj daar bano,
Isse ne dagaa karo,
Ik ik paat se nikli
Us taazi hawaa ko samjho.
Rabb has paas me
Na kaaba na kaashi,
Ma ki duao me mili us
Keemti dwaa ko samjho.
© STOIC
Iski shifaa ko samjho,
Kismatein badalti hai har roj,
badalne wali ada ko samjho.
Na mohabbt kufr hai,
Na prem se karo tauba,
Mehboob e yaar ki yaad me jalti
Us sachi wafaa ko samjho.
Kudrat ke raaj daar bano,
Isse ne dagaa karo,
Ik ik paat se nikli
Us taazi hawaa ko samjho.
Rabb has paas me
Na kaaba na kaashi,
Ma ki duao me mili us
Keemti dwaa ko samjho.
© STOIC