...

31 views

Waqt🕧
Ye waqt hai gujar hi jayega, par mai tumhare liye hamesha maujud rahungi ,mai tumhare burre waqt me tumhare sath rahungi; Mai tumhare khushi me tumhare sath rahungi ,mai zindagi ki kaali andheri raato me tumhare sath rahungi;tum akele ho ye sochh kar darna mat kabhi. Tumhari har jarurat me mai tumhare sath rahungi ,mai to tumhare sath hamesha rahungi;par tum tab kaha the jab mai apne zindagi ke sabse burre waqt se gujar rahi thi. HA! 😏ye waqt hai gujar hi jayega. By:Rachna ( Chikku)
© All Rights Reserved