...

9 views

sisters...
Roj ladane Vali do bahane yu juda ho jayengi ye kabhi socha nahi tha..
roj ladati thi tujhse par tu door ho jayegi ye kabhi socha nahi tha..
yu to kabhi tujhe khudase door Jane na du mai
par tujhe tere sapno se kaise door kar du mai..
Ghar door rahakar padhai karna bahut muskil hota hai na..
par tune kabhi socha hai Ghar par rahakar teri banten or tujhe yaad karna mere liye bhi to muskil hota hoga na.
ab tere Ane par bhi pahale Vali baat hai.
ladati bhi hai mujhse par usme ab vo pyar Vali dant nahi..
shayad jameen ki is doori ne mujhe tere Dil se door kar diya hai
ab to sirf teri yaden hai mere pas Jo tune hi mujhe Diya hai..
shayad do bahano ka pyar Aisa hota hai
tujhse door rahakar bhi tere pas rahane jaisa hota hai ..❤️