...

2 views

Sangharsh
Sangharsh jitna sakht
Utna hi behtar fal hoga...
In logon ki basti mein
Kaun pal- pal hoga...
Sangharsh yeh tera hai
Tujhe hi aage badhna hoga...
Tu nahi badha to
Tere sang mein kya koi aur hoga...
Kar bharosa khud par fir tere
Sath mein to wo khuda bhi hoga...
Rasta tu khud talash
Kya tu khudse bhi juda hoga...
Sangharsh jitna kathin utna hi
To behtar tera fal hoga...

© Asgar7211