...

2 views

Gunjayish!
Pehla pyaar to mukammal na huya;
Par khwaish thi ki, ye rishta pyaar se sanjoya huya;
Jahaan akele hone ki gunjayish thi na koi;
Mukammal ho jaye to, sikhwa reh na jaye koi.
Par kambhakt, kismat ye meri;
Pyaar, ishq, mohhabbat se rishta raha na koi hamara.
© Srizzz