...

3 views

Na Umeed
Na Umeed Hai Mujhe
Na Lootne Ki Chhah Ab Kahi
ab Jaha Hu Jaisa Hu
sab Hai Sahi
Na awaaze hai
kisi ki
Na taano ke sath Marta insaan
bus Khamoshi Hai
beinthaa Jisme
Hai sukoon zindagi ka
kahi
Ab Na Lootne ki ichha hai kahi
Na kehna ki kuch Rahi
Ab Sab sahi mai galat hi Sahi.
© sanjana