...

38 views

Channa mereya........
Hawaon Mai teri kushboon nahi hai
par tu yahi hai , yahi par kahin hai!!!!
par Dil Mai meri yadein teri hai
wo yadein teri hai...
ISS martaba tu hai mera aur Mai hoon teri yeh alaan Kiya!!!!


jab bhi Mai guzarun dar se tere toh tu na dikhe hai ,tu na dikhe hai!!!
kaise kahun tujhko tasveer teri lekar jiye hain , Haan hum jeeyein hai
par abki bar milege tujhe
wada humne bhi sareaam Kiya !!!



pholon Mai bhi wo rang nahi hai ,rangon Mai bhi wo jadun nahi hai!!!
Tum the toh sab kuch apna sa tha ab khud pe bhi mujhko kabu nahi hai , ha ab nahi hai
mere liye banaya hai tujhko , rab ne Aisa mujhe paigam diya!!!

Channa mereya !!!!!


~Anjali