...

4 views

‌Sach sach bata do mera zindagi 🥺❣️
Kya meri pyaari zindagi aaap kese khel, khel raha hai mere saath
Muje samajh mein nhi athaa kya sathya hai or kya joot hai
Aapne muje bayamukth kardiya ,lekin aap hi mera bay bana
Aapne muje moh mukth kardiye, lekin ab aap hi mera moh bana
Aap mere saath kya kar rahi hu
Jo mein nahi aana chahti hun wahi aa rahi hu
Sabkuch mera samajh ke bahar hain
Aapne muje krodh mukth kiya ,lekin ab mujhe aapse hi krodh ho raha hai
Yeh kya khel hai isme mere paatr kya hai
Ek jooti ka ya fir ek acha ladki ka
Ya fir sub ko upayog karne ka vasthu hai kya?
Mujhe samajh mein hi nahi aa raha hai ki. mein kya hun, ya fir kya ho raha hai mere saath...
Jise meine acha samjha woh joote nikla Or jise mein joota samja woh mein hi tha meri man hi tha
Mein mujko hi sandeh kar baita
Meine koi or sahi samajh kar baita
Kya ho raha hai mere saath
Har din naii naii mushkilen
Har din naii naii karya keliye roh raha hai
Aap muje aapke bhavishya ke baare mein batha toh do...
Sach mai, mein tak chuka hai
Yeh zindagi ka luka chuppi khel se
Booth mein jo hua woh hua, lekin mera Bavishya mai muje mein banna hai
Batha dijiye kya sach hai kya joot hai
Kya hone wala hai mere saath
Abb kya kya shesh hai



Plz forgive me if i have made any mistake
I am not good at hindi just done a try


© Theertha