...

4 views

Right time
Dupta suraj dekha to yaad aaya
kal ek subha bhi to ayegi
andhera hua to kya hua
ek roshani bhi to aayegi
bhatka hua hu mai
par mazile to aayegi
chalte rahana us mazile kitne katnai aayenge
na logo ka parva na logo ki baate ki
dil ka sunaa hai hasslo mai rahna hai
haar kar uthege kitne bhi tokhar lag jaye
kucch karne mujhe kitna vakat bit jaye
abhi chalega vakt hame, aane wala vakat baage ga haamare liye
kuchh karne hai aisa janega duniya hame
iss mazile na rukna hame