...

19 views

Tera Diwana
ki kya khu in labjo se
badaa muskil sa thikana hai
ye tera ashiq koi naya nahi
ye sadiyo se purana hai

tu khe To subh ko saam kardu
tere hotho ko mai neelaam kardu
tujhe chuuna To bas ik bhana hai
asliyat Me to tujhe paana hai

ki ye tera ashiq koi naya nahi
ye sadiyo se purana hai

tujhe dekh kr chupna
ye pyar ka shrmaana hai
bina dekh kr jeena
ye to bas chlti saaso ka bahana hai

ki ye ashiq koi naya nahi
ye sadiyo se purana hai

dil ka kahna hai
ki tujhe paakar kismat banana hai
is feeki si zindagi ko
teri saadgi se Sajaana hai

ki ye ashiq koi naya nahi
ye sadiyo se purana hai

ANU SINGH (JERRY)
🙏🙏
#love
#writco