...

5 views

Sayad mujhe tumse pyar ho gaya hai....
Haan thik hi suna tumne ,

pata hai pagalsa lag raha hai ,

raat raat tumhara yaad aaraha hai,

tumhare yaddeon ki lafzon mai aisi girgira rahi hnu ,

ki lagta hai mano humari sadiyon ki purani ristha hai,

tum Jane ki baad tumhara hathon mai sayad mai meri haath laana bhul gayi hnu,

saalon baad tumse milkar bhi apnasa lag rahe ho,

Dil ki duniya mai baas tumhara roothna hi rah gaya hai ,

toh sayad mujhe tumse pyar ho gaya hai.........
© sona