...

10 views

#Tum
Shayad hi mai tumhe kabhi maaf kr paun ...
Jo tumne kia aur main saha uska hisaab
Le paun..
Rona , rona aur bss rona .... Hasna toh mai bhul gya hun...
Iska bhi kisi din aehsaas dila paun...
Pta h mai hasta nhi abb
... Bhoot khushi hoti h toh muskura deta hun...
Jo dil me dard aur jakhm h unhe kahin chhupa deta hun..
Koi kabhi jaan nhi pata .. Ki mai andar se kaisa hun...
Bss unhi hss ... Keh deta hun ... Ki mai thik hun...
Aaj kl kamre mein akele jyada rhne laga hun...
Khud se baatein krne laga hun....
Kuch sawal the mn...
Ab unke jawab khud hi dhoodhne laga hun...
Kabhi mili tum toh
Tumse jrur pucchunga ...
Kya yaad nhi aata mai ... Yeh bhi jrur puchhunga ...
Pta h ab mai kisi se ummedein nhi rakhta mai ...
Jo ho rha h usse hone deta hun mai ...
Tum sirf chahat nhi thi meri...
Ek khaab thi jo pura nhi ho saki...
Iss khyaal ko bhi dafna deta hun mai ...
Koi aagya h meri jindagi mein...
Jo khud se jyada mujhe pyaar krta h ...
Dil ko yeh roj samajhta hun...
Tumhe bhul jaye ...
Aur jaye ussi ke pass jo iska intejaar karta h ...
Kahin aaj bhi dil ke kisi kone mein tum aaj bhi jinda ho...
Jo kabhi na khtm ho payegi tum toh aesi kavita ho...
Aasu sookh se gye h mere ...
Ab toh tumhara injaar bhi nhi...
Aur ho bhi kyun tum mere jitna bekaraar bhi nhi ....
Pta h agr aaj tum aa bhi gyi ...
Toh mai tumhe apna nhi paunga ...
Kyunki ...
Shayad mai tumhe kabhi maaf nhi kr paunga ....

© Always_urs_#D