...

2 views

GOD_Speech (Baat khuda ki)
Tu janti nahi main kon hun?
pehchanta nahi main kon hun?
Tere guroor main choor karun
teri room ko tujhse door karun
tujhko naak ragdane per majboor karun
tujhko badsoorat se main hoor karun
Tu jaanti nahi main kon hun?
pehchanta nahi main kon hun?
tujhko maine hai banaya
tujhko paala maine Or khilaya
phir bhi tune mujhko bahut hai sataya
tere maa-baap tujhko nahi bataya
Tu jaanti nahi main kon hun?
pehchanta nahi main kon hun?
Mujhko haan tu jaan ja
meri taqat ko pehchan ja
main barkrar rakhdun teri shan ja
tu mujahir mujhko maan ja
meri taqat ko pehchan ja
kyunki???
Tu jaanti nahi main kon hun?
pehchanta nahi main kon hun?
tera mallik Or tera khuda
poet:-mujahir shayar
© Mujahir shayar