Wo Mera Hai
Wo har lamhe mai hai, mere har khwab mai hai, main kitna khushkismat hun ki wo bas mera hai
Wo dil ki dhadkan mai hai, ruuh ke sukoon mai hai, main kitna khushkismat hun ki wo bas mera hai
Wo khila hai ek tabassum ki tarah iss zindagi mai, aur uski mehak pe haq sirf mera hai, main kitna khushkismat hun ki wo bas mera hai
Wo mere andhere ki roshni hai, meri rahguzar ka humqadam hai, main kitna khushkismat hun ki wo bas mera hai
Aaina bann gaya hai wo, ab wohi mujh mai puura hai, aadaton mai rehta hai, main kitna khushkismat hun ki wo bas mera hai
Wo mohabbat bhari muskurahat se dekhta hai mujhe, mere...