Batwaara
Zindagi ki or chlti hui raah par
ham bhi chl pare,
jo raah thi gamo ke kaaton se bare.
sirf kaante hi nehi, khusiyon ke fulo ko bhi Dekh paye,
Un bauchaaro ko dekhte hi laga sirf, khusiyon ke hi geet gaayen!!
Magar inke the kuch alag hi mijaaz..
Aur kyun na ho?
ham to bhul hi Gaye the, Yahan sabhi ke hai Apne alag alag rivaaz!!
Ab smjh aya kyun hai yahan fulon ke Saath kaante bikhre hue,
kyunki, insaano ko insaano se hi BAAT diye Gaye....
Yahan insaan hi apno ko Hindu, musalman, Sikh aur na jaane Tarah ke mehfilo me baat diye...