...

6 views

waqt badalta zaroor hai
Ek khasiyat hai iss waqt ki ye badlta zaroor hai
ye ugta hua suraj doobta zaroor hai or doobta suraj ugta zaroor hai
Ye baat hi to gawah hai k waqt chhahe jaisa bhi ho badlta zaroor hai
Lejaye jo ye bich samundar me to tairna bhi sikhata zaroor hai
Kabhi daal de jo ye
musibat me to
ghabrana mat
kabhi thak jao jo to bich rah me rukna mat
Musibat ko paar kar aage chalna bhi sikhata zaroor hai
waqt ki yahi to kashiyat hai k ye badlta zaroor hai

Arti