...

7 views

Dil Diya Dard Liya
Dil diya Dard liya Ab dil se pareshan hain,
Itna aasaan na namjho dil ko lagana.
Jab dil toontha hai
koi nahi jaanta hai
Dard iska
Humara dil toote baras beet gaye
par dard aaj bhi usi dil mei
dafan hai kahaan jaayen
Is dil ka elaaj karaane
Dil har pal use yaad karta hai
Na chah kar bhi dil rota hai
kitni baar use samjhaye ke ab woh hamaare nahi
hum uske diwaane bane hua hain
Aur woh kisi aur ke
Din Raat wahi dil mei dadakte hain
unse kuch karo to kahte hain
ke mar chuke hain woh hamaare liye
Ab Dil ka Dard saha nahi jaata
Tum hi kaha tha ki apne dil mei hame chupa do
Ab wahi kaha rahe hai ki unhe dil mei dafna do.