...

24 views

Sirf Tum
Tanhaiyon mein bhi tumhe yaad kiya karte hain...
Jab dukhi ho to likh liya karte hain...
Tumhe kya pata ki kitne aansu baha karte hain...
Jab tumhare diye dukhon ko yaad kar saha karte hain ...
Dil se to aati hai tumhare liye badduaa...
Par khamosh ho jate hain ki itna kya huaa...
Tumne to humein sirf kiya matlab se yaad...
Dil pata nahi kyun kare tumhare liye bhi fariyaad...
Kiya to tha humne tumse sacha pyar...
Par tumne hi kiya is dil par sabse bada waar...
Tanhaiyon mein bhi tumhe yaad kiya karte hain...
Jab dukhi ho to likh liya karte hain...
© Asgar7211