junoon
Ki junoon hi kuch aisa tha tumhe pane ka
Ki phir hosh hi nahi Raha dil ke kho Jane ka
Woh ek shakhs jo sote raha un nasili shamon me
Use kabhar do ki kitna dukh hua hai mujhe uske n aane ka
Yeh toh ajeeb duniya hai jo mujhe pagal keh leti hai
Par mujhe kaha fark padta hai un logon ke tane ka
Main toh thoda seedha hoon thoda tedha bhi
Main toh ek sehma sa aashiq hoon is jalim jamane ka
Tu thoda waqt nikal ke mujhse milne aa ek baar
Tumhe bhi toh pata Lage kya maza hai ishq me mujhe aajmane ka
© All Rights Reserved