...

4 views

@ #unka sath# pyaar
Ki kashtiya kagaz ki doob jaati hai....

Ki kashtiya kagaz ki doob jaati hai

Par hum to sahab toofano ka samna karte hai....

Unse takraane me darte nahi hum...

Sahab ek parchai sath le kar chalte hai....

Hum khud bhi vishwas na karte the itna khud par......

Par yakeen manna ...

Ab ek vishwas sath le kar chalte hai.....

Aur khuda har cheez ata kare Jo wo chahte hai....

Kyuki unke sahare hi to hum chalte hai....