...

27 views

Yaadein...
Mere dil ki yeh tamanna h ki tumse Milne aun tumhare hi khwabon main,
Tumhe pata bhi chalne Na du kis kadar basti thi me tumhari tanhaiyon main,
Har woh khamosh raat ko sajaun tumhari, bas yuhi meri khwahison main.
Ek baat kahun.....
Aab Milne maat aya karo.....
Na kabhi fursat me baat kar liya karo....
Woh kya hain Na ki tumhara chera wahi hai par shayad rang badal gaya h.....
Nahin pasand aya muje yuh rangna tumhare badalte Rangoon main,
Khudi ki ek jalakh taak nahin dekh payi tumhari un gehri nigahon main,
Mere saath rehne walo ki kami nahin h.......par phir bhi talash ti rehti hu tumhe bich musafiron ke,
Aaj bhi achi lagti hai tumhari yaadein, tabhi kho jaya karti hun tumhari tasveeron main......

Dhruvi Kantariya