...

2 views

bacha
aaj maine ek bacche ko dekha, mano dil dukhit ho gaya , uske muskurate hue chare ghum dikha, uski maa nahi hai is duniya main,wo ek jagah baita hue rahta hai ,kute ke saath khelte hue dekhar mann ko kitna anand milta hai,wo kabhi kabhi mere paas aata hai ,usae dekhkar mann kahta hai main to har choti choti cheez main vichlit ho jata hoon mano agar mujhe koi pareshani aayi to pareshan ho jata hoon ,par usae dkha to wo jaisa bhi hai khush hai,uski zindagi main to koi sukh hi nahi, wo phir bhi khush hai shayad bachpan main sab koi kitne bhi taqlif jhel le uske chare main koi ghum nahi hota zindagi isko kahte hai wo aapko hasti hai rulati bhi hai,par dhary rakhna jaruri hai , main chata hoon main bhi badalo wo bhi badale hum dono ek acchi zindagi ki taraf Rukh kare
© putta