...

18 views

Bhrastachar
Azadi ki ladayi
Phir se huma ladna hai
Lathi utha ke humko
Rasta main nikalna hai
Chala gaya hai angreez lakin
Bhrastachar aab bhi zinda hai
Desh ke sab bharast logo ko
Aab humko sabak sikhna hai
Bin paiso ke aab kuch nahi hota
Kaisa yeh pappi zamana hai
Dukh dard aab koi na dekha
Sabko bas paisa kamana hai
Dekh ke mera yeh desh ki halat
Sar mera jhuk jana hai
Bahut huwa yeh jurm humpe
Aab haath se haath milna hai
Kasam kha lo har ek desh basi
Bhrsatchar ko desh se mitana hai
Jeet ke yeh azadi ki ladai
Phir se jhanda leharana hai

- Ashutosh panda