...

5 views

muhabbat
uhi dil to Nahi dhadkta
kasur najro ka bhi to Nahi hota
ye muhabbt ka Purana khel he
Yha vafadar sajdo ke sath saja pata he
or bevafa vafa ko kho ta he

pehle njare milti he
firr sanse rukti
firr dil dhadkte he
or dil ko Ayina milta he

ye muhabbt bhi ajib he
banjar registan me bhi phul khilati he
or Agg ko bhi pani bnati he

Isme koi usul Nahi hota
Yha usul rakhne vala bevafa kehalata
ye muhabbt sagarsi gehari or
umbar si uchi hoti he

Yha jsbato se jiya Jata he
Ruthe ko mnaya Jata he
khoye huye ko khoja Jata he

muhabbt me tan Jude to sanse thm jati he
or ruh Jude to wo Judi reh jati he
ek mehbub ki khatir duniya bhulayi jati he
wo mile to zindagi mil jati he
na mile to dhadkne jsbat bhool jati he

khun ke rangose likhi hogi muhabbto ki dastan
Yha pehli njrse hi log ghayl hone lgte he
iss muhabbt ka koi ilaj nahi
Yha drd or dawa dono ek hi insan se milti he