...

3 views

Sapna
Mehj ke sapna tha , Jo aankh khulte hee tut gaya,sayad usse purra hona hee nhi tha ,ya fir vo mera sapna hee nhi tha .
Jo apni saachaye se phle hee durr ho gaya , ek dhundli se chavi thi , Jo hakikat main badlne vali thi ,par hakikat se phle hee durr ho gayi.
Mehj ek sapna tha , Jo aankh khulte hee tut gya .
Sapna jo mujhe mere hakikat ke aur le ja raha tha par hakikat se phle hee tut gaya .
Sayad usse hakikat hona hee nhi tha .
Sapne jo umar bhar jeene ke chahat dete hai
par beech main hee chor dete hai , sayad usse umar bhar sath dena hee nhi hota ,
Mehj ek sapna tha jo aankh khulte hee tut gaya.