...

20 views

Aaj ki Subah aur Meri Ashiqui
Gumgin si nigahon me gum ka andhera chha gaya,
Janashin ki baahon me wo jannat ko pa gaya,
Me socha ki wo mujse bepanah mohabbat me thi,
Par pata chala ki ashique to uske kai the,

Aaj laga ki Apna Time Aa gaya,
Mast shayari banaya me uske liye,
Tabhi mummy ne bola,

Namakul, chal uth, savera ho gaya...!!!