...

4 views

Kash
Kash woh samajh pate..........................
Iss chupi ke piche ki wajha,
Kash hum samjha pate...............
In ansuoo ke piche ka karan,
Kash dil ki baat ko............................ Samjhane ke liye alfaso ki zarurat na padhti,
Fir shayad in faslo ki.................
Koi ahmiyat hi na hoti,
Kash woh yeh samjh pate.......................
Fir aur kuch kehne ki zaroorat hi na hoti
© silent_inspire