...

4 views

Axa bankar kya paya...🙃
Kal mere man main ye sawaal aaya
ki maine axa bankar kya paya
Phir agle hi pal maine jawaab paya
To maine apno ko paraya paya
Aur parayo ko apna paya
Kal mere man main ye sawaal aaya
ki maine axa bankar kya paya
Phir agle hi pal maine jawaab paya
To maine naya rishta banaya
Per purane rishton ko toota paya
Kal mere man main ye sawaal aaya
ki maine axa bankar kya paya
Phir agle hi pal maine jawaab paya
Maine sabki musibato per sath nibhaya
Aur khud ko takleefon per akela hi paya
Kal mere man main ye sawaal aaya
ki maine axa bankar kya paya
Phir agle hi pal maine jawaab paya.

© Arya Payal