...

3 views

kahani likhne
Nayi kahani likhne ka ab shauq nahi
Purani uss kitaab m atak jo gyi hu
Likhte likhte jo chod diya tha ab voh pura hota hi nahi Uss kahani m jise shamil hona tha voh ab kahi dikhta hi nahi


© Khushi