...

23 views

मूक सजा
Prakriti Ne Aisa Khel rachaya Hai Manav ki bure Karmon ki Saja Manav Nahin Paya Hai so raha tha Insan Abhi Abhi Tu jakar aaya hai hiManav ke bure Karmon ki Saja ManavNahin Paya Hai .Kaisa Khel rachaya Hai Sankat ke Badal Charo Aur Chhaya haiGhar Ghar Mein Sab Ko Akela Paya Hai Aaj Sath rahakar bhi Dukh Ka Saya aaya hai.Prakriti Ne Aisa Khel rachaya hai. Tota Bolay Maina Boli Na Raha aadami ka Saya hai hi .Panchi Uda Aasman par manushya ko Pinjre Mein KadePaya Hai .Kaisa Manzar Aaya Hai Charo Aur Ghor Sankat Chaya Hai .Ab Manav ko samajh Aaya Hai Prakriti Ko dass banane ki Saja Paya Hai.