...

9 views

tum
Gussa kitna bhi ho
Pyar tum hi ho......

Khwab koi bhi ho
Us main...tum hi ho......

Sawal kuch bhi ho
Jawab tum hi ho......

Rasta koi bhi ho
Manzil tum hi ho......

Dukh koi bhi ho
Khushi tum hi ho.....

Armaan kitne bhi ho
Aarzoo tum hi ho.....