...

1 views

TRUTH OF LIFE INSPIRATION
Kuch is tarah mai nikharna chahta hu, bahut simatt gaya bikharna chahta hu.
Dil ko kabhi bahut sakht nahi karta, mai tootna nahi pighalna chahta hu.
Hosh k hisab me khasara hi nikla, kuch daer ab mai behakna chahta hu.
Do pal ko sahi khwabon me aa jana, suno raat bhar mai mehakna chahta hu. Mandeep