Khan Sir
Jindgi me mile kai pratibhaban byakti,
Tumsa sipahi koi Mila nehi...
Jo haara ek Jang jindgiki asi,
seema par tenad Jo na ho saka bardi me sipahi jesi,
Toh jindgi ki masal ho jala betha,
Har Ghar ki chiraag ko tel bin karje ki Jo ho de saka ...
Honge ameer bahat dhara par,
Tumse ameer koi Mila nehi,
Ye laal mere dharti ke,
tujhse mile bina hi Dil bola yahi,
Dhanya Hui ye Jiban,
Jo tumsa santh ye ankh Dekhi koi,
Han abb mujhe bhi yakin he Bharat jit jayegi ...
Humko koi hara na payegi...
Tum tak kabhi ye Kabita bhi pahanch jayegi,
Ye kwab mene dekh Liya bhi toh Kya,
Jindgi Jo appki jindgi me badla,
Puri duniya badalne Bali appki uss kwab ke samne har khwab Meri bahat khud garj aur chota laga...
Soyi hui jameen jese jaaga ho,
Mujhse Maa ki mitti jese premse pukar kar apni dudh ki karj ki puch Raha ho...
Kya Kiya mene jindgi me,
Gujar diye har pal Jo apne liye,
Maa ne har sans Jo ki mere habale,
Akhir Kya diya Humne badle me sibaye ashkon ke use ...
Desh me religion Bali dangoko support agar app bhi karte hen...
Jara bataye ase Heere ko Bharatki kounsi jati ke kehte hen?
Uski khoon ki rang na dikhe laal tumhe,
Toh ek dafa uske ankhon me dekh Lena,
Dhadkano me dekh Lena,
Bas Khushboo milegi Bharat ki mittiki,
Bharat ki tirange ki,
Nehi bikte hen sari swabhiman,
Abhimaan, sapne dharma ke Naam par ajj bhi...
Uska jameer chikh chikh kar bolegi...!!!
Ajj ke baad jab jab tumhe koi ek nek insan ki, Iman ki aur desh Bhakt ki misal mangega,
Bharat ki misal mangega...
Naam isska Lena ...
Aur sina thok kar kehna...
Amm insaan bhi Bharat ka Sacha ho sakta he
Corruption ki aaad de kar,
Yanha har koi nehi khudko bikta he...
© RadheRadhe