...

1 views

jane do
#जाने-दो..!
जाने दो जो चला गया,
मृगछालों से जो ठगा गया।
बेवक्त जो वक्ता बना गया,usi main rah gaya majboor ho gaya main paabandiyon ka shikar ho gaya aur zindagi se darr gaya dosto ke dhokhe se ghabrakar mano meri zindagi ko uthal puthal kar diya wqut to bewqut ho gaya mere saath shyad yahi hona tha mere saath log milte hai phir bhi ek daar bait gaya paisa dikh taa hoon phir bhi kaun lane aayega uska Darr baite gaya mujhe lagne laga mere paas koi pritbhaa nahi mann bhaywaah ho gaya main ye bhool gaya zindagi humesha kuch sikhati hai par main sikhana bhool gaya zindagi ke is chalwe se jitna bachne ka koshish karta hoon par main nahi Bach pata Man ko jinta samjhoo wo nahi samajh pata log kitna kuch kahne lage phir bhi kuch kar pavo naa jane aur kitna dukh dekho phir bhi zindagi mere saath kyo Anaaya karti hai aage badne chahta hoon main kisi na kisi ko kahi na kahi rok deti hai bhagwan se dil ki baat karo bhagwan bhi saath chod deta hai mere aansoo bhi hasee ke dawra nikal padti hai yahi sabki zindagi hai chalo achchha jane do
© putta