...

19 views

wo mulakaat
andaj.e.bayan kya karte
ham unse gila kya karte
wo bewafa the
hamse wafa kya karte
wo mulakaat bhula di tune
jisme khawab sajaye the
andheri raaton me
tune diye jalaye the
wo bewafa the
hamse wafa kya karte
,Samar. teri kasam kahke
wada karne wale
tod diye Sare wade
bhul gai wo sapne
wo bewafa the
hamse wafa kya karte