raton ko aksar yuhi chat par baith jate hai.....
raat ko aksar yuhi chat par aakar baith jate hai.....
vo purane kisse khudko yaad dilate hai.....
akele me chupakar ansu bahate hai.....
akhir kaise badal sakta hai koi Shaqs itna bhi yakeen nahi hota.....
hum bhi kitne pagal hai dhokhebaazo ko aazmate hai.....
haa mana ho gayi galti humse.....
kar li mohabbat humne hadd se jyada.....
apni hadon ko Hume itna bhi nahi badhana tha.....
hume kya maloom tha ke ye akelepan ka thikana hoga.....
ab nahi karte shikaya kisi se...