Usne kaha tha
usne kaha tha
jab wo ayegi mausam barsat ka hoga
baate uske or mere jasbaat ka hoga
hmara yu milna or milkar khoo
jane ki baat hogi
baato ko chodo ab baate sirf nigah se hogi
usne kaha tha..
tum or hum mai hai
to baate kaise hmari tumhari hogi
maine jo socha wo tumne mahsus kiya
to...
jab wo ayegi mausam barsat ka hoga
baate uske or mere jasbaat ka hoga
hmara yu milna or milkar khoo
jane ki baat hogi
baato ko chodo ab baate sirf nigah se hogi
usne kaha tha..
tum or hum mai hai
to baate kaise hmari tumhari hogi
maine jo socha wo tumne mahsus kiya
to...