...

2 views

Mohabatt naam zindagi ka
Kisine ek shayar se pucha mohabatt kya hai to us shayar ne muskuraate hue kaha
Mohabatt naam hai zindagi ka jagan ek insaan
Zaroorat hota hai saanso ki
Adat hota hai aankho ji
Ibadat hota hai dhadkano ki
Aur inayat hota hai khuda ki

Mohabatt naam hai zindagi ka jahan
Din shuru hota hai uski yaado se to khatam hota hai uske khwaabo par
Aankhon mein uska haseen chehra hota hai ti dil mein uski khubsurat muskan
Jahan insaan ishq ka mareez hota aur mohabatt uski dawa

Mohabatt naam hai zindagi ka jahan
Uski bedard bewafai ke baad bhi zindagi usike naam se chalti hai
Jahan uski yaadein insaan ko gherkar uski zindagi barbaad kardeti hai
Par janaab Jahan us barbaad zindagi mein bhi insaan khuda se uski khushi ki dua karta hai... Raj...