...

8 views

kabhi😌🌍
Milo kabhi 🙈
Sath betho kabhi 👥
Baat kro kabhi🗣️
Mulaqat ho kabhi👫
Ek chai ho kabhi ☕
Nok jhok ho kabhi🙁
Msti ho kbhi😁
Udhasi ho kabhi🥺
Narajgi ho kabhi😒
Mnana ho kabhi😜
Pyaar ho kabhi😍
Guusaa ho kabhi😠
Ruthna ho kabhi😉
Hasna ho kabhi😅
Rona ho kabhi🤧
Stana ho kabhi😣
Najar Milana ho kabhi🌝
Inkaar krna ho kabhi🤨
Shramana ho kabhi🤭
Gle lgana ho kabhi👩‍❤️‍👨
Ijhaar krna ho kabhi👩‍❤️‍💋‍👨
Aayega kabhi🤜🤛
Miliyega kabhi🤝

Batayege kyaa kya khas h tume 🌹
Jatayege kabhi kyu pyaar h tumse 🌹

bs uhi likh di 😅😅🤧 hasi mjak mein
Thanks bolege jb miloge kabhi 🤭🤭
© leena_5