...

32 views

o mere jaat ka nahi.......
khulli asmaan mein do dill do panchhi ki tarah udne lage the...
unhe kya pata log dill ko v yahan jaat se pehchanne lage the..
naa unko thi koi duniya ki khabar na thi koi darr ...
bass ekdusre ke ankhon ke gehrayiyon mein khone lage the...
achanak se o asmaan mein kaaalebadal chhane lage the jisse dekh kar dono ghabrane lage the...
darne lage the chillane lage the ki kahin a tufaan unko alag na karde...
dono anjaan the ki unki galti buss ye thi ki wo alag jaat ke bane the..
ye darar un panchhion ke bich ese aa gira ki fir kavi hatt ne ka umeed tootne lage the...
do dill or chaar ankhon ne milkar jo sapne dekhe the o sab ek pall mein bikhar ne lage the...
toota dill or behti hui ansoon ke alawa dono ke pass or kuchh baaki na raha...
din raat bhagwan ke pass firr milne ko gidgidane lage the...
naa unko koi sun sakta tha na koi madat karsakta tha q ki dono alag jaat ke bane the...
unka kassor itna tha ki unke pass dill tha jo ki ek dussre se jood chuka tha jab ki o ekdussre ke ho nahi sakte the q ki o ek jaat ki jo na bane the....
dum tod diya unhone iss khayal ke sath kaas dussre janam mein jaroor milenge ...
jate jate bass itna bolgaye ki bhagwaan fir humko alag jaat mein na janam dena ..
q ki wo dard abb dubara nahi jhelsakte jo iss janam mein hum jhel chuke the...
q ki hum ek jaat ka na bane the...
_Lipsa
#sad reality#religion#writcoanthology@reality#religion#writcoanthology @Lipsa8074